Narad Muni
18th February 2006, 04:51 PM
ek larka , ek gali mein sey jakey ,wappis aa gaya..Uskoo ek aadmi dekh raha tha,,, usney larkey ko bulaya aur pucha
aadmi : key naam hai tera?
larka: sher singh
aadmi : baap ka naam?
larka : shamsher singh
aadmi : gaam kaunsa hai?
larka : sher garh
aadmi : abey tu uss galli me gaya tha,
wapis kyu aa gya?
larka :aage ek kuttiya bhonk rahi theeee.........
:lol: :lol: :lol: :lol:
aadmi : key naam hai tera?
larka: sher singh
aadmi : baap ka naam?
larka : shamsher singh
aadmi : gaam kaunsa hai?
larka : sher garh
aadmi : abey tu uss galli me gaya tha,
wapis kyu aa gya?
larka :aage ek kuttiya bhonk rahi theeee.........
:lol: :lol: :lol: :lol: