JUNGLEE RAJA
17th February 2006, 05:17 PM
1)
Roz Taron kee numaa-ish mein khalal padta hai
Chand paagal hai andherey mein nikal padta hai
Unkee yaad aayee hai saanso zara ahista chalo
dhadkano se bhi Ibaadat mein khalal padta hai"
2)
Phool ki ek pankhudi jo,
sar pe unke rakh doon to.
Kamar teen bal kha jaaye,
nazakat isko kehte hain.
unka naam likh kar jo,
kagaz dhoop mein rakh doon to,
pasina unko aa jaaye,