leleram
14th February 2006, 06:08 PM
Santa Singh Bhullakad ek din shaam ko tahal rahe hote hain ki tabhi unhe Balwinder aate hue dikhta hai. Kaafi dino baad dekha tha to Santa excited ho jaata hai.
Santa " Oye Balwindere kya haal hai yaar..yaar tujhe kya ho gaya hai..tu itna mota kaise ho gaya..aur tere kad aaj itna jyada kyun lag raha hai..aur to aur mujhe to tu aaj gora bhi dikh raha hai.tu to ekdum badal gaya yaar"
Sardar ne jawab diya " Oye Santye..main Banta hoon Banta tera dost?"
Santa Singh "Yaar ye to hadd ho gayi!! Tune to naam bhi badal liya"