leleram
10th February 2006, 02:56 PM
Banaane mein mazaa hai wo karkhaane jaante hai
Pilane mein jo mazaa hai wo meh khaane jaante hai
Jalne mein jo mazaa hai wo parwaane jaante hai
Arre yaaro pyar mein jo mazaa hai wo deewaane jaante hai
..............................
kabhi tute toh sambhala tha aapne
diya tha sahara apni baaton ka
aaaj khud todh kar kehte ho
humne tumhe sambhalna sikha diya
..............................
Jisne humko chaha, use hum chah na sake,
Jisko chaha usae hum pa na sake,
Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai,
Kisi ka toda aur apna bacha na sake.
.........................