leleram
30th January 2006, 07:14 PM
Santa Singh aur uska beta ghoda khareedne jaate hain. Beta dekhta hai ki Santa ek ghode se doosre ghode ki taraf ja raha tha aur har ghode ki taangon par, peeth par aur chhati par haath fira raha tha. Kuch der dekhne ke baad beta poochta hai, "Papa! Aap ye kya kar rahe ho?"
"Beta! Main ghoda khareedne se pahle uski achchi tarah se jaanch padtal kar raha hoon."
Santa ka beta tension mein aa jata hai aur kahta hai, "Papa! Jaldi se ghar chalo!"
"Kyun puttar?" Santa poochta hai.
"Kyunki kal doodh waala aaya tha. Shayad wo mummy ko khareedna chahta hai!"