View Full Version : Hum wapis aa gaye
Purana.Chawal
3rd July 2011, 08:59 PM
Sabhi purane/naye members ko Hello/Hi.
Aakhir mein 6 saal baad wapis us jagah aa gaye jahan is mitra mandali ke saath dhamaal karte the.
GH pe hum "chirkut" ke naam se the, hamare mitra googly, casanova sab kahan hain bhai? kuch purane mahanubhaav to pehchaan mein aa rahe hain lekin kai naye chehre bhi dikh rahe hain saath mein.
umeed hai ki achha waqt guzrega
FZ :yourock:
Yeda Anna
3rd July 2011, 09:39 PM
welcome chirkut :ola:
icchadhaari baba
3rd July 2011, 10:54 PM
welcome chirkut bhai ......
main hu GH ka googly ...:D
Laundebaaz
3rd July 2011, 11:45 PM
Welcome Chirkut ji
dengu
4th July 2011, 01:43 AM
chirkut bhai kaise ho,,,hum hoon "pechkas"...
googly bhai ka naam badal gaya hai,,,asli naam hum PM mein bata doonga,,,,casa bhi kabhi kabhi aata hai,,,ab aate jaate rehna,,,,,laundebaaz ka giroh bhi yahin hai...do u remember hum logo ne puki spammer ki kaise bajayi thi :D
us samay "rahul" naam ka banda bhi tha.....woh abhi bhi hai :yes:
greatalok
4th July 2011, 08:20 AM
Chirkut, happy to see you here!!
munda_kamaal
4th July 2011, 08:58 AM
Welcome Chirkut!
Jupiter
4th July 2011, 11:06 AM
Nice to see you here Chirkut
bhaiya ji
4th July 2011, 11:07 AM
su swagatam
Mastikhor
4th July 2011, 12:05 PM
Welcome chirkut :toast:
karu
4th July 2011, 01:53 PM
chirkut ji swagat hai aapka fundoozone mein
achcha lagta hai jab purane members of gandmasti and geohumor milte hain
lage raho
:clapz:
Purana Chawal
4th July 2011, 05:51 PM
Sabhi bhai logo ka shukriya.
Alok bhai aapko dekh bahut khushi hui, shayar aur Launde ji aap sab kaise hain?
Unglibaaz
4th July 2011, 07:10 PM
chawal bhai ko pyaar bhari ungli... shayad aapko ungli bhi yaad hoga :D
JUNGLEE RAJA
4th July 2011, 07:44 PM
chawal bhai ko pranaam, bhai, bahut der laga di aane mai. :)
lampat
5th July 2011, 07:38 AM
Welcome Chirkut bhai !
Apun GH mae bhi Lampat tha :D
aaichaagho
5th July 2011, 10:02 AM
Welcome chirkut. Yahaan par bhi aapko GH wala mazaa aayega.
Narad Muni
5th July 2011, 12:21 PM
humko pehchana kya bhai ? GH ka shutter down karwane ka 'daag' hamare upar lag gaya tha, aaj bhi hum uss daag ko dhulwane BBR jaate hai:Daap bhi aaya karo
Purana.Chawal
5th July 2011, 06:28 PM
chawal bhai ko pyaar bhari ungli... shayad aapko ungli bhi yaad hoga :D
ungli bhai aapki ungli jo ek baar lele woh aapko kaise bhool sakta hai bhala? Ofcourse aap yaad ho :)
chawal bhai ko pranaam, bhai, bahut der laga di aane mai. :)
Juglee sardar ab raja ho gaye hain :D Junglee ji bus grahasth jeevan mein vyast hone ke karan der ho gayi, khair atlast der aaye durust aaye.
Welcome Chirkut bhai !
Apun GH mae bhi Lampat tha :D
lampat bhai abhi bhi adult shayar ho ya sudhar gaye?
Welcome chirkut. Yahaan par bhi aapko GH wala mazaa aayega.
RT se FT ho gayi hai aaichaagho ji, bus itna hi farq dikhta hai abhi to, aage dekhte hain kitna maza aata hai
humko pehchana kya bhai ? GH ka shutter down karwane ka 'daag' hamare upar lag gaya tha, aaj bhi hum uss daag ko dhulwane BBR jaate hai:Daap bhi aaya karo
are nuniya, kaisa hai dost? abhi tak marwane ki aadat gayi nahi kya jo BBR jaata hai bhai?
bossdk
5th July 2011, 07:23 PM
ohh yahan to sab *****masti waley log dikhayi de rahe hein. Sabhi ko hamara salaam
mastraam
6th July 2011, 12:26 PM
puraane chaawal mein ghun pad jaate hain :sad: :D
Purana.Chawal
6th July 2011, 08:11 PM
puraane chaawal mein ghun pad jaate hain :sad: :D
Vyask lekhak shri mastram ji ko namaste. Mastram ji hamare gaanv mein jin bore mein chawal rakhte hain usme sulphas ki goli bhi daal dete hain, ghun aate zaroor hain lekin aate hi sidhaar jaate hain.
wahi funda aapna hai, koi masti karta hai to poora saath dete hain, ungli karta hai to sudhaar dete hain . :D
vBulletin® v3.8.0, Copyright ©2000-2012, Jelsoft Enterprises Ltd.