JUNGLEE RAJA
12th May 2006, 02:38 PM
Sardar jee ka bacha 3rd class may padhta tha...
EK din School inspector aaya to us nay bachon ka test liya to sardar jee ka bacha buri tara fail ho gaya...us nay bachay ko demote karke 2nd class may bhej diya...
Phir 2 weeks ke baad inspector phir aaya aur 2nd class ka test liya toh Sardar jee ka bacha phir fail ho gaya...
Inspector nay ghussay may us ko 1st class may demote kar diya...
Sardar jee ko pata laga to ghabra ker apni wife ko kehnay lagay....ari baagwaan....shalwar kas ke baand lay...teray bachay nay wapsi ka safar shuroo kar diyaa hai..