PDA

View Full Version : Parichay


Tharakbaaz
4th January 2011, 06:41 PM
Ub mein swayam hi kaise parichay doon swayam ka
Mujhmein bahut hi abhaav hai swayam pe sainyyam ka

Galat baat par pal mein bekabu ho jaata hoon
Saamne koi bhi kyon na ho uspar chadh jata hoon

Pad sakta hai bhaari mujhse lena panga
Kyonki kar sakta hoon kisiko pal mein nanga

Seekh raha hoon tukbandi Guru Baaz se
Ungli karna seekh jaaunga Unglibaaz se

Sahi maarg hamein dikhlayenge Baba Ichadhari
Baaki sabki bhali karenge bansiwale Krishn Murari

Yeda Anna ki dosti aur Mastikhor ki masti ke hum fan
Original shayari padhne ke liye hein nayan meray bechain

Leleram, Jungli Raja ke hum bhakt hein bahut badey
Akhadadheesh Biloo Pehalwan ke charnon mein paley badhey

Denguji humko sikhlaynge daru peene ke andaaz
Fundoozone Zindabad aur Zindabad saare Baaz

icchadhaari baba
4th January 2011, 06:45 PM
jai ho Tharakbaaz :getdrunk:

Mastikhor
4th January 2011, 06:57 PM
Swagat hai Tharakbaaz :toast:

Bahut dhamakedaar intro diya hai ... Mogambo khush hua :rolleyes1:

dengu
4th January 2011, 07:05 PM
jai ho jai ho:bow:

alibaba
4th January 2011, 07:07 PM
aaiye, ab aapki hi kami thi. Welcome On Board:smile::smile:

Tharakbaaz
4th January 2011, 07:10 PM
Samayabhaav ke karan hamne parichay diya hai abhi adhoora
Jaise hi milegi fursat mein is introduction ko karoonga poora

KaamDev
4th January 2011, 08:35 PM
TB ka swagat hain :adore:

Kevinpan
5th January 2011, 08:50 AM
welcome....TBZ

Tharakbaaz
5th January 2011, 08:59 AM
Bachpan mein sharaaraton se mun rehta tha prasann
Guru Kaamdev ki kripa se khada rehta tha mera lan

Phir Mahamuni ke ashram mein ki maine ghanghor tapasya
Parantu jaisi ki taisi rahi hamesha ling khada rehnay ki samasya

Aaye samparak mein Swami ji ke aur seekha unsey sambhog
Madrasi Hakeem ke dawakhane ki vajah se na nikat aaya koi rog

In sabhi gurujanon ne join kar liya, jab khula yeh fundoozone
Humko bhi yahan aane ka nyauta diya Admin ne karke phone

Yahan Jhoomlu ji aur Lampat ji ki shayari ki hum denay lag gaye daad
Tukbandi seekhne ki hui laalsa aur humne pakde guru Laundebaaz

Sahitya padha guru Mastram ka aur hriday hua bechain
Na theek se koi din kat-ta tha aur na kat-ti thi rain

Phir maloom pada ki yahan ek muni karte hein janseva
Aaye hum unkey sampark mein aur kiya paar unka beda

Hriday ghabraya jab dekha chalees choron ke saath Alibaba
Jinse ghabrakar ek thulle ne khola Jharkhand mein dhaba

Ub mera parichay jaan liyo sab, mein karta sabko pranaam
Fundoozone ki jai bolo sab aur shuru karo yahan apna kaam

Swami Sambhoganand
5th January 2011, 05:15 PM
Aa gaye tharakbaaz ji lenay yahan anand
Z+ security ka inkey liye kiya jaye prabandh
Zara zara si baat par yeh ho jaate naraaz
Phir bhi acha lagta hai humko inka andaaz



Jeeyo meray laal, khush raho

Chaloo Charitra
5th January 2011, 06:08 PM
Welcumm Tharak Baaz (TB)


Ab yeh to waqt hee bataayega ke aapke picchwaade kee Thharak kab pooree hogi

Hamaari to yehi kameenee - kaamna hai ke aap kee Thharak to Fundooz jaldee poora karein