PDA

View Full Version : Dulha-Dulhan


JUNGLEE RAJA
3rd May 2006, 12:15 PM
EK DUBLAY PATLAY BHAI SAAB KI SHADI HOTI HAI EK HEALTHY LARKI SAY.

Wo raat ko uss ke paas jaate hain. (idhar udhar ki baton ke baad)
Wo jab kaam shuroo karney ke mood mein hote hain to aa ke
bride ke bhari barkam taangon ke beech mein beth jaate hain.
phir ek taang utha kar apnay kandhay per rakhtay hain.
aur jaisay hi doosri taang utha kar doosray kandhay per rakhtay hain
to pehli taang gir jaati hai. phir pehli taang utha kar rakhtay hain
to doosri taang gir jaati hai.
issi tarah woh bechaaray saari raat dono taangein ek saath uthaanay ke koshish hi kartay rehte hain aur subah ki azaan sunaayi deti hai. aur naakaam ho kar so jaatay hain

Phir subah uth kar apni dulhan pe ek nazar daaltay hain..
aur jaldi jaldi kapray pehen kar tezi say gar say bhagtay hein.
wo...bhaagay jaa rahe hain...aur un ke parents un ke peechay...

Parents: "kya hua kyoon bhaagay ja rahay hoo"
Dulha: "Mere saath cheeting hoi hai.....
YEH 1 AADMI KA CASE NAHIN HAI
iss ke liye 2 helper bhi chahiye

baba dish
12th May 2007, 06:02 PM
wonderfull joke.

funnyfaridabadi
12th May 2007, 07:09 PM
:rofl: :rofl: