PDA

View Full Version : Maha PJ


Champak
26th April 2006, 11:10 AM
Chantu and Bantu(again) were two best frnds.......
they were playing club cricket as chantu was batting and bantu was
bowling to him.
suddenly twelfth man came running in to the field shouting bantu tuu
baap ban gaya bantu tuu baap ban gaya...
countering that Chantu said ye beta mera hai bantu ka nahi...bantu bola
yaar ye mera beta hai tera kaise ho gaya...aise karte karte dono mei
fighting shuru ho gayi..
Baat court tak jaa pahuchi....

Judge saab ne bantu se kaha "bolo bantu...yeh beta tumhara kaise hua"

bantu said "sir mei cricket khel raha tha ,meri batting aani baaki thi
bas chantu ko ball daal raha tha"
caught in a doubt judge bahut saari kitaabo mei se dhuundh karr bola ye
beta chantu ka hai......
BATAO JUDGE NE AISA KYU KIYA!!!!


batao








bataaooooo












kya ye judge bhi bik gaya tha



























ya wo majboor tha















batao





















bataoooooooooooo















chalo mai batata hun









wo beta chantu ka tha

kyuki













BENEFIT OF THE DOUBT GOES TO THE BATSMAN!!!

JUNGLEE RAJA
26th April 2006, 11:40 AM
Wah bhai wah champak bhai.. Kya PJ maara hai.. +ve due raha.. shaam tak khate mein dal doonga

Champak
26th April 2006, 11:43 AM
Dhanyawad :arabia:

Eshtyle Raja
26th April 2006, 01:59 PM
Jabardast PJ :lol:

Mastikhor
26th April 2006, 03:32 PM
Jhakaassss :lol:

funnyfaridabadi
11th May 2007, 04:08 PM
Kya rule doondh ke thoka hai, yaha sachin aur shoaib ki leni thi ;)

pechkas
11th May 2007, 09:53 PM
Kya rule doondh ke thoka hai, yaha sachin aur shoaib ki leni thi ;)
well said :thumbup: :D