Jupiter
10th April 2006, 06:56 PM
Chaand Se Phool Se Ya Meri Zubaan Se Suniye
Har Taraf Aap Ka Kisaa Jahaan Se Suniye
Sab Ko Aataa Hai Duniya Ko Sata Kar Jeena
Zindagi Kya Mohabbat Ki Dua Se Suniye
Meri Awaaz Parda Mere Chehare Ka
Mai Hun Khaamosh Jahaan Mujhko Wahan Se Suniye
Kya Zaroori Hai Ke Har Parda Uthaaya Jaaye
Mere Haalaat Apne Apne Makaan Se Suniye
Beautiful ghazal by Nida Fazli
from the album Insight by Jagjit Singhji