PDA

View Full Version : Fully Faltoo


leleram
8th April 2006, 05:51 PM
"I WAS GIVEN "RT" FOR THIS ON GH":tongue:


Main kal ja raha tha


ke meri chappal toot gai


ab chappal to "mochi" seeta hai


"seeta" to "darzi" bhi hai


"darzi " to "kapray" seeta hai


"kapray" to "rangeen" hotay hain


"rangeen" to "lota" bhi hota hai


"lota" to "bathroom" main hota hai


"bathroom" main to "nal" bhi hota hai


"nal" to "lohay" ka hota hai


"lohay" ki to "istiri" (Iron) bhi hoti hai


"istri" to "garam" hoti hai


"garam" to "Custard" bhi hota hai


"custard" to "peela" hota hai


"peela" to "chooza" bhi hota hai


"chooza" to "anday" main se nikalta hai


"anda" to "safed" hota hai


"safed" to "doodh" bhi hota hai


"doodh" to "bhains" daity hai


"bhains" to "kaali" hoti hai


"kaala" to "aadmi" bhi hota hai


"aadmi" to "paan" khata hai


"paan" to "laal" hota hai


"laal" to "gulab" bhi hota hai


"gulaab" mein to "kantay' hotay hain


'kantain" to "machli" mein bhi hotay hain


"machli' to "acchi" hoti hai


"achcha" to "Bunder" bhi hota hai


"bander' to! "bander" hota hai


padhne waley "bunder" jaisey hi hotey hain


"jo padh kar apna time barbad karte hain.."

baba dish
17th May 2007, 01:34 AM
Ek Dum Faltoooo

funnyfaridabadi
17th May 2007, 05:19 PM
Ek Dum Faltoooo

:hammer1: :hammer1:

tumhe kisne kaha isse padne ke liye

KaamDev
17th May 2007, 08:28 PM
Maine to ye pada hi nahi :tongue:

pechkas
17th May 2007, 09:09 PM
arey galat thread mein aa gaya .. maine kuchh nahi pada :D