captain
1st April 2006, 12:25 PM
-- sharaab la, sharaab pi --
jab na aaye dard, samjh mein, sharaab la
dard ki jad dikh jaye, sharaab pi
dil lagane ki mausam mein, sharaab la
jab kisine dil tod diya, sharaab pi
naajneen tumhari padosan bane, sharaab la
tere pyar ko thokar lage, sharaab pi
dil mein husn jadu dikhaye, sharaab la
haseen-shaam akela kate, sharaab pi
hoto.n par pyar ka naam ho, sharaab la
pyar ki pyaas na sambhle, sharaab pi
saawan aangan mein angdai le, sharaab la
dil mein armaan uble, sharaab pi
khushi ka koi bhi ho mauka, sharaab la
khushi ya ghum, dua kar, sharaab pi
namaaz ke baad kar pehla kaam, sharaab la
sach bolne ka ekhi tareeka, sharaab pi
(dard = pain, samajh = understand, sharaab = wine, la = bring,
jad = root, pi = drink, dil lagane ki mausam = season of love,
tod = break, naajneen = the proud beauty, padosan = neighbor, husn =
beauty, jadu = magic, dikhaye = show, haseen-shaam = beautiful evening,
akela = alone, kate = spent, hoto.n = lips, na sambhle = untolerable, uble
= boil, mauka = occassion, ghum = sorry, dua = pray, namaaz = pray, pehla
= first, sach = truth, bolne = speak, tareeka = way).