Jupiter
29th March 2006, 08:02 PM
This one appears in the album Desires by Jagjit Singh
Shayar is Madanpal
Jab Naam Tera Pyaar Se Likhti Hain Ungliyan
Meri Taraf Zamaane Ki Uthti Hain Ungliyan
Daaman Sanam Ka Haath Mein Aaya Tha Ek Pal
Din Raat Uss Ek Pal Se Mehakti Hain Ungliyan
Jab Se Door Ho Gaye Ho Uss Din Se Hi Sanam
Bas Din Tumhare Aane Ke Ginti Hain Ungliyan
Patthar Taraash Kar Naa Bana Taj Ek Naya
Fankaar Ki Zamaane Mein Kat'ti Hain Ungliyan