PDA

View Full Version : bohat yaad atee ho....................


captain
26th March 2006, 12:39 PM
sochta hoon tujh ko kiya likhoon aaj
koi ghazal koi nazm koi afsana likhoon aaj
dil buhat rota hai tera jaanay saay
dil ka haal likhoon ya koi marsiya likhoon ajj
zindagee main buhat andhaira hai
char soon yadoon ka pahra hai
sochta hoon teri yaad ko kiya likhoon ajj
mohabbat likhoon ya zindagee ka dukh likhoon aaj
mein shayr to nahee phir kiya shair likhoon aaj