PDA

View Full Version : woh jo khwab thaa


captain
26th March 2006, 12:23 PM
woj jo shehar-e-dil thaa ujarr gyaa
woh jo khwab thaa haan bikhar gyaa
kabhi mosamon ki nazar lagi
kabhi waahmon nay dara diya
kabhi manzilon kay saraab nay
hamain rastay main dagha diya
kabhi zindagi ki kitaab sya
hamain jis nay chaha mita diya