captain
25th March 2006, 11:33 PM
Hum bhi aa gaye taav me,
chal diye aatma hatya karne,
kutub minar per chadne ke liye,
line me lage,
Kudne ko paav hi bhadya tha
ki kisi ne taang khich kar kaha:
line me aaye!
Mandap me khane lagi, mujse Miss. Dastur,
ladki ki maang me, kyu bharte hai sindur,
kyu bharte hai sindur,aadmi bach jate hai,
yeh bhi apni maang, kyu nahi bharvate hai,
kahaa meine, yadi sabhi aadmi maang bharate to,
dunya bhar ke ganje saab kuware kahe jate.