Mahamuni
24th March 2006, 06:08 PM
Kamaata nahin hun itni ke tujhe roze khilaoon
Aaati hai to aaa ja, ya kisi aur ko pataooon
Chandni raat thi, main so rahi thi
Phir kisi ne darwaza khutkhataya
Maine soncha mera dil aaya
Darwaza khol ker dekha to bijli ka bill aaaya
Katchi Kali Katchnar Ki, Katcha Na Samjhna
Lad Jaoonga Tere Baap Se Batcha Na Samajhna
Angoothi Chanak Gayee, Nageena Nikal Gaya
Afsos Tera Baap, Kameena Nikal Gaya
Maana Ke Main Pura Musalman To Nahi
Par Apne Deen Se Nata To Jod Sakta Hoon
Nemaz Roza Kuch Na Sahi
Shab-E-Barat Patakhe To chhod Sakta Hoon
Dil Logi, Kay Jaan Logi
Meri Jaan Set Hone main Kitna Time Logi
Industriaan sari mere yaar kha gaye
Meri Sari jaydaaad rishtedar kha gaye
Marne Ke baad bhi unho ne ki meri saath cheating
banayee mazaar to minaar kha gaye
Use karte hein make-up ka dabba roze kiyun?
Ban sanwar kar nikalte hain chailaa roze kiyun?
Mummy tum to kehti thee Eid to kab kee gayee
Phir Parosan se gale miltay hain Papa roze kiyun?