Narad Muni
22nd March 2006, 03:46 PM
Saas :- Hari Om Hari
Ufan gai kadhi
Saasu aa ke ladi
Bahu kanha khadi
Jaldi aa mari
Maarungi
Bahu :- Ehasaan aapaka hoga mujh par
Is mui kadhi ko ufanne do
Mujhe kichan se nafrat ho gai hai
Jara hotel se khana mangaane do
Saas :- Kachare ke dibbe me tujhko bithakar
Upar se lohe ka dhakkan lagakar
Marungi jor ki laat
Bhej dungi Baap ke paas
Bahu :- Maine kaam marji ka kiya hai
Mera lagta jaise jiya hai
Ab chahe jo ho jaaye mai tujh se na daru
Tujhe to mai taak par dharun
Saas :- Bahu hai ke maanti hi nahi
Muskil badi hai rasme-rasoi ye janti hi nahi
Bahu :- Mujhe nind n aaye majhe chain na aaye
Koi Saasu ko samjhae n jane inhe kya ho gaya
N jaane kanha pyar kho gaya
Saas :- Mera dil bhi kitna pagal hai
Ye pyar to tumse karta hai
Pr choke me tum n aati ho
Mun tumse ladane ko karta hai
Bahu :- Dhire-2 tum mujhe cooking sikhana
Dhire-2 tum mujhe recipes samjhana
Tumse pyar hume hai kitna Sasoo Maa
Kal kadhi paka kar tum ko hai batana
:getdrunk:
Ufan gai kadhi
Saasu aa ke ladi
Bahu kanha khadi
Jaldi aa mari
Maarungi
Bahu :- Ehasaan aapaka hoga mujh par
Is mui kadhi ko ufanne do
Mujhe kichan se nafrat ho gai hai
Jara hotel se khana mangaane do
Saas :- Kachare ke dibbe me tujhko bithakar
Upar se lohe ka dhakkan lagakar
Marungi jor ki laat
Bhej dungi Baap ke paas
Bahu :- Maine kaam marji ka kiya hai
Mera lagta jaise jiya hai
Ab chahe jo ho jaaye mai tujh se na daru
Tujhe to mai taak par dharun
Saas :- Bahu hai ke maanti hi nahi
Muskil badi hai rasme-rasoi ye janti hi nahi
Bahu :- Mujhe nind n aaye majhe chain na aaye
Koi Saasu ko samjhae n jane inhe kya ho gaya
N jaane kanha pyar kho gaya
Saas :- Mera dil bhi kitna pagal hai
Ye pyar to tumse karta hai
Pr choke me tum n aati ho
Mun tumse ladane ko karta hai
Bahu :- Dhire-2 tum mujhe cooking sikhana
Dhire-2 tum mujhe recipes samjhana
Tumse pyar hume hai kitna Sasoo Maa
Kal kadhi paka kar tum ko hai batana
:getdrunk: