Jupiter
20th March 2006, 11:15 AM
Muddat main wo phir taaza mulaqat ka aalam
Khamosh adaaon main wo jazbaat ka aalam
Alaah re wo shiddat-e-jazbaat ka aalam
Kuch kah ke wo bhooli hui har baat ka aalam
Aariz se dhalakte hue shabnam ke wo qatre
Aankhon se jhalatka hua barsaat ka aalam
Wo nazron hi nazron main sawaalaat ki duniya
Wo aankhon hi aankon main jawaabaat ka aalam
Aariz - Cheeks
This one appears in Jagjit Singh's album Kahkashan 1
The lyrics is by Hasrat Mohani