Narad Muni
10th March 2006, 12:31 PM
Ek kanjoos aadmi ka tauliya(towel) kho gaya.usne sochi kaisi bhi iski poorti to karni hai.
usne dadhi(shaving) karwana chhod diya .Usne socha roj ke 3 rupiye bhi agar bache to 17-18 din me 50 rupiye tauliye ke poore ho jyange.
Uski dadhi ab char inch ki ho gayi aur wo Barber ke pass katwane hi ja raha tha tabhi usko samne se aata hua ek baba mil gaya uske ek hath lambee dadhi thi.
baba ke pass jakar wo bola - Bhai sahab kya baat hai aapka bister kho gaya tha kya ???????????????
:getdrunk: :toast: