PDA

View Full Version : Tinke Ka Sahara


leleram
8th March 2006, 08:08 PM
Mashooka: Lagta hai meri aankh mein kuch gir gaya, dekho to.....
Mashook: Darling, ek tinka dikh to raha hai... kyon na usey
wahin rahne diya jaye... main doobonga to sahara dega......

shades
8th March 2006, 08:10 PM
Mashooka: Lagta hai meri aankh mein kuch gir gaya, dekho to.....
Mashook: Darling, ek tinka dikh to raha hai... kyon na usey
wahin rahne diya jaye... main doobonga to sahara dega......

wah wah kamaal ho gaya

shayar leleram sahab

kya kahe aapko
+for u

shades
8th March 2006, 08:11 PM
kya kahu yaar kisis aur ka kuch pasand nahi aata
aur fir ye reputation problem ho jata hai

mujh par aapka ek aur karz chad gaya
time milega toh chuka denge

GodFather
8th March 2006, 08:23 PM
Sahi baat lele,
Doobtey ko tinka miley usi ka sahara Lele;)

Eshtyle Raja
8th March 2006, 08:28 PM
bhai kyon sahara lene ke liye ladki ki aankh phod rahe ho...:tongue:

jo maja aankho mai dubne ka hai, woh sahara leke tairne ka nahi...:001_rolleyes:

Hitler
9th March 2006, 09:50 AM
:yawn:

hansna tha kya is par?

Narad Muni
9th March 2006, 11:10 AM
:yawn:

hansna tha kya is par?

Nahi Rone ka THa iss par.:w00t:

LASHKAR-E-THARKI
9th March 2006, 11:16 AM
+ve de riya hoon lele bhai:toast:

Jupiter
9th March 2006, 11:27 AM
well even mujhe bhi kuchh khaas maja nahi aaya lele bhai
standard maintain karo yaar......

leleram
9th March 2006, 01:44 PM
well even mujhe bhi kuchh khaas maja nahi aaya lele bhai
standard maintain karo yaar......

bhai mujhe to achha laga tha to maine post kar diya,

agli baar apki kasauti per khara utarne ki koshis karunga,
apni kasauti ka size to do:laugh:

JUNGLEE RAJA
9th March 2006, 01:47 PM
Iss par meri nazar kyun nahi gayee.. shayad mere bhi aankhon mein tinka pada hai

Excellent one lele bhai.. +ve deta hoon.. spread karke

leleram
9th March 2006, 01:48 PM
shukriyaa bhai:toast: