PDA

View Full Version : Kyun pyaar karne ki hadein hoti hein......


leleram
8th March 2006, 07:00 PM
Kyun pyaar karne ki hadein hoti hein,
Kyun dil dene ki wajeh hoti hein,
Kyun jazbaaton ko dabana padta hai,
Kyun iss dil ko samjhana padta hai,
Kyun har dil ko ye mehsoos nahin hota,
Kyun sabko ye manzoor nahin hota,
Kyun dil se dil nahin milta,
Kyun pyaar ka phool nahin khilta,
Kyun dil ke naghme dil nahin gaata,
Dil mein kya hai ye keh nahin pata,
Kya dil dene ki yahi saza hai,
Kya pyaar karne mein yahi mazaa hai.

shades
8th March 2006, 07:12 PM
Kyun pyaar karne ki hadein hoti hein,
Kyun dil dene ki wajeh hoti hein,
Kyun jazbaaton ko dabana padta hai,
Kyun iss dil ko samjhana padta hai,
Kyun har dil ko ye mehsoos nahin hota,
Kyun sabko ye manzoor nahin hota,
Kyun dil se dil nahin milta,
Kyun pyaar ka phool nahin khilta,
Kyun dil ke naghme dil nahin gaata,
Dil mein kya hai ye keh nahin pata,
Kya dil dene ki yahi saza hai,
Kya pyaar karne mein yahi mazaa hai.

pyar mein toh dard hota hai
dil kke khel bhi ek marz hota hai
jab tak pyar mein koi mushkilein naa ho
uss pyar ka bhi bhala koi arth hota hai

Hitler
9th March 2006, 09:53 AM
no wonder ur location is tanhai..........