leleram
4th March 2006, 06:52 PM
Yein Teri Aakhen hain ya mohabbat ki sui

Pui Pui Pui.
Teri nazron se nazar milane ko ji chahta hai
kambhakth ye tera chashma beech mein aata hai..!!!
*************************************************
Lohe ko Loha kat ta hai ...
Sone Ko Sona Kat ta hai...
Jaher ko Jaher kat ta hai...
Isliye apko Kutta katega..!!!!

socha ttha har modh par tumhara saath denge,

par kya kare kambakhat sadak hi sidhi nikli-----------

Jane jigar jane mann
Assi(80Kgs) Kilo tera wazan
tu jo mujh pe giri
mar jaoonga main sanam

Jaa pukaar raha hai tujhe Himalay
Bhool ja yeh Vidyalay aur Nyaayalay
Paayega tu Neelkanth Shivalay
xcuse me - jaana hai Sulabh Shouchalay...

Uss ne mere dil mei jgah to bna li,
mane b uski tasvir apne dil mei sakali,
wo mujse aise hi ruth gye,
fir maine b uski dusri behan fassa li..