TG:HL
6th September 2007, 01:01 PM
Mai M.K.Gandhi
aaj mai is aatm manthan me ghira hu .....
kya hoga mere nam ka or kya hoga mere is desh ka .....
jiske liye mai umr bhar lada wo janta hi aaj mujhe gali deti hai .....
kabhi karti hai mere hi naam pe hinsa kabhi meri bato ko gandhi giri kehti hai ....
aab to wo sunhare bharat ki smriti bhi dhoomil ho chuki hai .......
jisse hum angrezo se chhudane k liye dilo jaan dekar bhi ek the....
jo hindu muslim bhai desh ko sawtantra karane k liye ek sath chalte the ....
aaj wahi bhai kabhi dharm k naam par kabhi jati k naam par lad rahe hai...
yu to ladaiya kaha nahi hoti lakin mera desh to aab wo jagah ban gaya hai ....
jahan hinsa ya ghoos k bina koi kaam nahi hota jisse dekho wo ek dusre ko bura bhala kehta hai ....
jiska jo man karta hai wahi karta hai mai janta hu aab ye desh azad hai ....
lakin azadi ka ya sawtantra ka matlab ye nahi k aap sirf aapne bare me socho ...
balki sawtantra ka matlab hai aane sath sath samuchi manushya jati k bare me sochna .....
lakin yaha aab shayad kuch reh nahi gaya meri koi icha nahi thi .......
aahinsa ka marg chun.ne ki magar logo ne mujhe aisi wastu pe aankit kar diya ki mai hi hinsa ka sabsi badi wajah ban gaya .....
mujhe aankit kar diya noto pe jo ki puri tarah se mujhe hi hinsa failane wala patre karar deta hai ......
Mai M.K.Gandhi
socha tha kya ye mere sath kya ho gaya ...
jana tha jaha wo rasta hi kahi kho gaya ....
yaki tha k mai aapni matra bhumi k liye kuch kar jayunga ....
magar aab mai hi hinsa hu kya mai kisi or ko badal payunga......