leleram
1st March 2006, 06:44 PM
me lafzon se kuch izhar nahi karta
iska matlab yeh nahi ki me usse pyar nahi karta
chahta hu me usse aaj bhi par
uski soch me me apna waqt bekar nahi karta
tamasha na ban jaye kahi mohbbat meri
isliye appne dardko dhikhaya nahi karta
jo kuch mila ussi se khush hu me
uske liye khuda se taqrar nahi karta
par kuch to baat hai uski fitrat me khuda
warna ushe chahne ko dil bar bar nahi karta