leleram
1st March 2006, 06:11 PM
tanhaa si vaadiyon mein dum nikalta hai
shab ho ya sehar har dum nikalta hai
durr gunjti hai kissi k nikah ki shehnai
sookhe patton pe janaza jis dum nikalta hai
muskura uth ta tha rom rom jise dekhkar
ussi gali se aaj mera har gam nikalta hai
tapti dhoop mein sookh gaye dariya saare
ab to ashkon ka paani bhi kam nikalta hai
tha jism jo guzra tha kabhi iss jism se hokar
ab har or ik parchhaiyon ka mausam nikalta hai