PDA

View Full Version : 2 Kavi


Narad Muni
1st March 2006, 05:06 PM
Do kavi beech bazar mai lad pade !

waha par tenat ak Havaladaar ne unhe dekha to apana belt jameen par marate hue kadak aavaj me bola :- ye kya ho raha hai ? kyon jhagad rahe ho tum dono?

Is par pahala kavi bola :- Havaladaar ji,isne mujhe sare-aam jhinjhoda!

Dusara kavi :- Nahi, isane mujhe nimboo ki tarah ni****a.

Pahala kavi :- Isane mera Moonh toda.

Dusara kavi :- Isane mera seer phoda.

Unaki bate sun-2 kar Havaladaar pareshan hokar bola :- He Bhagavaan! jaao mene tum dono ko chhoda.
:toast: