God_Of_Death
23rd February 2006, 11:07 AM
Shararat no hoti, shikayat na hoti,
neeyno mei kisi ki nazakat na hoti,
na hote hum tanha, na yeh bekarari hoti,
Jo jahan mei yeh mohabbat na hoti...
Na hote ye sapno ye khabo ki duniya,
kisi ko chahne ki tamana na hoti,
Na julfo ki chaya na foolo ki khushbu,
yaado mei unki ye raate na kati,
jo jahan mei yeh mohabbat na hoti...
Ansu na hote, dil bi na khota, aaj yu tanha na rota,
majnu si apni yeh halat na hoti,
jo dunya mei ye kambhakt mohabbat na hoti...
:toast: :toast: :toast:
neeyno mei kisi ki nazakat na hoti,
na hote hum tanha, na yeh bekarari hoti,
Jo jahan mei yeh mohabbat na hoti...
Na hote ye sapno ye khabo ki duniya,
kisi ko chahne ki tamana na hoti,
Na julfo ki chaya na foolo ki khushbu,
yaado mei unki ye raate na kati,
jo jahan mei yeh mohabbat na hoti...
Ansu na hote, dil bi na khota, aaj yu tanha na rota,
majnu si apni yeh halat na hoti,
jo dunya mei ye kambhakt mohabbat na hoti...
:toast: :toast: :toast: